Idhar Zindgi Ka Janaza Uthega – Chandan Dass Ghazal Lyrics In Hindi Idhar zindagi ka janaza uthega song is from Aaraish (1989) and it is sung by Chandan Dass (Collection of Songs).
Idhar Zindagi Ka Janaza Uthega Lyrics – Aaraish (1989)
Movie/album: Aaraish (1989)
Singer(s): Chandan Dass
Song Lyricist(s): Chandan Dass
Music Composer: Chandan Dass
Music Director(By): Chandan Dass
Genres: Ghazal, Sad
Music Label: Universal Music
Starring: Chandan Dass
Release on: 19th September, 1989
Chandan Dass in leading roles
About Chandan Dass Ji
Idhar Zindgi Ka Janaza Uthega Special Song
Bio: Chandan Dass (born 12 March 1956) is a popular Indian ghazal singer.
Born: 12 March 1956 (age 61)
Children: Namit Das
Idhar Zindgi Ka Janaza Uthega Lyrics for this songs 1st Part
Aaina dekhake bole ye sanwar ne wale
Ab beimot marenge mere marnewale
Keh gaye ye meri maiyyat pe ghuzarne wale
Raat aayi na jaane tujhe marne wale
Part 2nd
Idhar zindagi ka janaza uthega
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Mere saamne meri duniya lutegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Part 2nd
Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo
Zara sochalo kyaa kahega zamana
Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo
Zara sochalo kyaa kahega zamana
Idhar mere armaan kafan odh le
Idhar mere armaan kafan odh le
Udhar unke haath pe mehandi lagegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Part 3rd
Woh parde ke pichhe main parde ke aage
Na woh aaye aage na main jaaun pichhe
Woh parde ke pichhe main parde ke aage
Na woh aaye aage na main jaaun pichhe
Woh aage badhega to kuch bhi na hoga
Woh aage badhega to kuch bhi na hoga
Main pichhe hatunga to duniya hasegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Part 4th
Agal se mohabbat ki dushman hain duniya
Kahin do dilo ko ye milane na degi
Agal se mohabbat ki dushman hain duniya
Kahin do dilo ko ye milane na degi
Idhar meri gardan pe khanjar chalenga
Idhar meri gardan pe khanjar chalenga
Udhar unke maathe pe bindiya sajegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Part 5th
Abhi unke hasne ke din hain woh hasle
Abhi mere rone ke din hain main ro loon
Abhi unke hasne ke din hain woh hasle
Abhi mere rone ke din hain main ro loon
Magar ek din unko rona padega
Magar ek din unko rona padega
Ke jis roj bhi meri maiyyat uthengi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Mere saamne meri duniya lutegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi.

Other Ghazals and Lyrics From Chandan Dass ji‘s Golden Songs Albums
Apna Gham Leke Kahin chandan dass ghazal lyrics
Aa Bhi Jao Zindagi Kam Hai Chandan Dass Ghazal
Na Jee Bhar ke Dekha- Chandan Dass Song Lyrics