Sad shayari, Barbad krne wale toh Haseen chehre hote hain

Sad shayari, Barbad krne wale toh Haseen chehre hote hain

Nigahon par nigahon k pehre hote hain,
In nigahon k ghav b gehre hote hain,
Na jane kyu koste hain log badsurato ko,
Barbad krne wale toh Haseen chehre hote hain