जब इश्क़ कहीं हो जाता है Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Lyrics in Hindi from Arzoo (1965)

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Lyrics in Hindi. जब इश्क़ कहीं हो जाता है song from Arzoo 1965. This Movie Actors/Actress are Sadhana, Rajendra Kumar, Feroz Khan. Singer of Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai is Asha Bhosle, Mubarak Begum. This Song Lyrics Writers are are Hasrat Jaipuri Music is Produced by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Songs Details :

Song Name/Song Title : Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai
Album / Movie : Arzoo 1965
Starring: Sadhana, Rajendra Kumar, Feroz Khan
Singer(s) : Asha Bhosle, Mubarak Begum
Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics by : Hasrat Jaipuri
Music Label : Saregama

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Lyrics in Hindi Arzoo 1965

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Lyrics in Hindi :

आदाब अर्ज़ है तसलीम तसलीम
जब इश्क़ कही हो जाता है
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कही हो जाता है
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कही हो जाता है

ये इश्क़ छुपाये चुप न सका
ये इश्क़ वो चलता जादू है
हाय कुछ होश नहीं रहते कायम
इस इश्क़ पे किसका क़ाबू है
है इश्क़ में जोखिम इतने
खोया महबूब का गेसु है
हर जानिब में फैलती जाती है
इस इश्क़ की ऐसी खुसबू है
चेहरे से हय हो जाती है
क्या चीज़ मोहब्बत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कही हो जाता है
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कही हो जाता है

आँखों में है लाखो अफ़साने
खामोश है लब वो मंजिल है
हर साँस में लाखो तूफ़ान है
तूफ़ान में दिल का साहिल है
अरमान मचलते रहते है
ये दर्द बड़ा ही कातिल है
रोके से क़यामत रुक जाये
पर रोकना भी काम मुश्किल है
दिलदार की पयासी ाह्को को
दीदार की हसरत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कही हो जाता है
तब ऐसी हालत होती है
महफ़िल में जी घबराता है
तन्हाई की आदत होती है
जब इश्क़ कही हो जाता है.

Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Lyrics in English :

Aadab arz hai taslim taslim
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai

Ye ishq chupaye chup na saka
Ye ishq wo chalta jadu hai
Haye kuch hosh nahi rahte kayam
Is ishq pe kiska kabu hai
Hai ishq mein jokhim itne
Khoya mahbub ka gesu hai
Har janib mein failti jati hai
Is ishq ki aisi khusbu hai
Chehre se haya ho jati hai
Kya chiz mohabbat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai

Aankho mein hai lakho afsane
Khamosh hai lab wo manjil hai
Har sans mein lakho toofan hai
Toofan mein dil ka sahil hai
Arman machalte rahte hai
Ye dard bada hi katil hai
Roke se qayamat ruk jaye
Par rokna bhi kam muskil hai
Dildar ki payasi aanhko ko
Didar ki hasrat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai
Tab aisi halat hoti hai
Mahfil mein ji ghabrata hai
Tanhai ki adat hoti hai
Jab ishq kahi ho jata hai.

Other songs Lyrics from the movie Arzoo 1965

Watch the Watch the Song Music Video

Leave a Comment